Followers

About Me

My photo
A normal person touched by deeds of kindness & hurt by malice. A qualified management graduate by education, i'm a Human Resources professional.I love to scribble my thoughts, giving it a way of expression in both the languages English & Hindi. Writing for me is a divine intervention and music heals my soul. Expressing yourself through the power of words is a beautiful feeling and the fervour takes you into another world of imagination.

Saturday 5 November 2016

Dialoguebaazi...Drama & Bollywood...!!

Another year end is nearing & my blog seems to be all deserted of words. These days either words elude me or I elude them to make perfect sense, you know we complement each other perfectly! :P
True love! We love each other equally without any biases. So this time around I don’t intend to use my gray matter to create something (let it rest, for half of it gets unwillingly wasted on nincompoops). Anyway before I get killed for this digression, let me get back to the topic.  Since I love words (Kya kare, likhne wale ko alfaaz hi samjhte hai aur alfazo ke jazbaat, sounds cliché, maybe), I want to share few good dialogues from the movie ‘Ae Dil Hai Mushkil’ (Half of you are already irked with its name by now) especially coming from the character of Saba, the Urdu Shayara. The élan with which Aishwarya has portrayed the role of Saba is just gorgeous! I loved all her Urdu dialogues in the movie. The confidence & maturity she exudes is amazing in the movie including the ease with which she has mouthed the Urdu couplets. 

Enough of the description till now...Basss! But there’s a caution, only people who like Mirza Ghalib and the likes can bear with this post, rest can rest in peace: P I mean should not bother themselves or curse me after reading this post.  

So here’s presenting you with the walking talking amazing Ghalib like urdu couplets (some include Shahrukh’s dialogues in the movie as well, mix & match)

Guftagu bezaar logon ki aadat hain, jo aankhein keh deti hain, unke aage lafzon ka darja kya?

Arre wah! Bade Wafadar hain aapke aansu…aapki izazat ke bagair, bahar bhi nahi nikalte. Behne dijiye inhe, inka wahan kya kaam.

The main title poem in the movie (The book called Shab-e-Firaaq)

Jab pyaar mein pyaar na ho,
Jab dard mein yaar na ho,
Jab aansun mein muskaan na ho,
Jab lafzon mein zubaan na ho,
Jab saansein bas yuhi chalein,
Jab har din mein raat dhalen,
Jab intezaar sirf waqt ka ho,
Jab yaad uss kambakht ki ho,
Kyun hu main raahi,
Jab who hain kisi aur ki manzil?
Dhadkano ne saath chod diya,
Ae Dil hain Mushkil…
Ae Dil Hain Mushkil...

Dard, dard ko dhoondh hi leta hain. (Back to the dialogues)

Main kisi ki zarurat nahi, khwaaish banna chahti hoon.

 Har Shayara ko shaadi kar leni chahiye, Shauhar accha mile toh zindagi acchi kat jaati hai,
 Na mile toh, shayari acchi ho hi jaati hain.

 Darre hue log aksar alfazon ke peeche chupte hain.

 Hamari kahani badal gayi, par khauf nahi badla.

 Rishton ki geeli zameen par log aksar fisal jaate hain.

 Aasan hai kya, aisi mohabbat karna, jiske badle mohabbat na mile…it’s the most beautiful 
 feeling in the world. Ek tarfa pyaar ki taakat hi kuch aur hoti hain, aur rishton ki tarah, do logon mein nahi bantati, sirf mera haq hain ispe, sirf mera.

Mujhe Saba se beintehan mohabbat karne ke liye, Saba ki hi zarurat nahi…ho sakta hain, isse koi behtar ishq?

Agar baazi ishq ki baazi hai, toh fir jo chahe laga lo, darr kaisa? Agar jeet gaye toh kya kehna…agar hare bhi, toh baazi maat nahi. (I love Shahrukh when he so beautifully renders this dialogue)

 Khoobsurti toh dhal jaati hain Alizeh, Personality toh marne ke baad bhi zinda reh jaati hain.

 Kambakht! Khayalon ne hi toh zinda rakha hain, varna sawalon ne kabka maar diya hota.

 Mujhse pehli si mohabbat, mere mehboob naa maang.

 Mohabbat karna hamare bas mein nahi, par uss mohabbat se door chalein jaana, woh hamare  bas mein hain.

Sacchi mohabbat shayad wahi hain, jisme junoon hain,
Par do dilon ki yaari mein bhi toh kitna sukoon hain,
Deke mujhe teri judaai, mana rab ne mujhe paigam diya…Channa Mereya…!

Pyaar cancer ki tarah hota hain, bin bulaaye aa jaata hain aur maar ke chala jaata hain.

If you’re already in the mood to kill someone by reading this, I suggest better go to sleep or listen to some peppy number to control your anger. This might give mental strain to already irked people in comprehending or it may scare you out of your wits, so spare me!

P.S – Read at your own risk. Any derogatory remark against the author will anyway not help you improve your mental state…!